Sunday, July 15, 2007

Chaand utara tha


Chaand utara tha hamare aangan,

Par taaro ko ye gawaara na tha,

Ham to kar dete taaro se bhi bagawat ,
Par kya kare, who chaand hi hamara na tha


******

No comments: